WHAT IS LOVE

WHAT IS LOVE
WHAT IS LOVE

Saturday, November 20, 2010

Ankhon main khusi,

Ankhon main khusi,
lambo par hansi aur gam ka kahin nam na ho.
Aapko jahan ki sari khusiyan mila,
Aur phir un khusiyan ki kabhi saam na ho.

Monday, October 11, 2010

Pan Kalam Uthaw Ke Tu Awi Mara Maan Ma Besi jaay Chhe

Prem Prem Prem Ne Bas Prem…
Em Thaya J Kare Chhe…,
Roj Roj Ene Lakhawa Nu Maan Thya Kare Chhe…,
Maan To Bas Atlu Thay K Aksharoo Ma Kotariya Karu…,
Tara Prem Shilp…Em Thaya J Kare Chhe…,
Pan Kalam Uthaw Ke Tu Awi Mara Maan Ma Besi jaay Chhe…,
Parewa Jewo Aa Prem Kon Jane Koik Ne J Thay Chhe…,

Warna Tujhe Is Dil Se Bhulane Ka Irada Tha…

Meri to Ranjishen Sari Mitane Ka Irada Tha,
Galey Us Shakhs Ko Phr Se Lgane Ka Irada Tha,
Chlo Acha Hua Us Ne Mjhe Sahil Se He Lota Dia,
Wrna Mra To Kashtiyan Sari Jalane Ka Irada Tha,

Mere Humsafar Kisi Roz tu

Mere Hmsafr kisi Roz Tu..
Mere paas aa Mere Ru_ba_Ru
Kisi roz sun meri Guftagu,
Meri Chahton me basi hoi,
Mere Ansuon sy bhari hoi,
Meri shab k Lamhy shumar kr,

Yeh dua hai koi gila nahi….

Mera lafz lafz dua dua,
Mery aansuon se dhula hua,
tujhay zindagi k woh sehar miley,
tujhay mohabbaton ka safar miley,

Mujhe yeh aaj batane ki ijazat dedo…

Dil mein basane ki khud ko iski ijazat dedo,
Mujhko tum apna banane ki ijazat dedo.

Tum meri zindagi ki ek haseen lamha ho,
Phoolon se khud ko sajanay ki ijazat dedo.